Ek Hinglish blog aapke liye.

Kuch naya karne ki chaah me ye ek trial hai. India se meri bonding aur hindi se mera lagaav hua tha classical music sikhte waqt. I was 17 and not mature enough to understand the beauty our culture holds. Mai toh bas music sikhne gayi thi. But then I discovered tons of classical musicians and their talks jisse mujhe bohot kuch sikhne aur jaanne ko mila. Mere mann me mere culture ke liye pride aur pyaar dono badh gaya.

Aapne kabhi Javed Akhtar ji ko suna hai? Bohot bade lyricist aur shayar hai vo. Unki baatein usse bhi zyada badi samajhdaari wali hoti hai. Unhone apne ek interview me bola tha ki hum Indians ko classical art ko explore karna chahye. The depth that this art holds is very surprising and thought-provoking. Aur hamare bohot saare rituals science based hai. Jaise mandir me slippers utaar ke jaana. Why do we do this?

Learn More

Tags: Hinglish blog